Skip to content
  • खोज परिणाम
  • SITEMAP
  • Popular Site
  • app
  • Auto Draft

IDEA MONEY APP SE BINA INTERNET AISE KARE PAYMENT

IDEA MONEY APP SE BINA INTERNET AISE KARE PAYMENT :

Purane noto par pratibandh ke bad desh me cashless economy ko badava dene ke liye sarkar ke dvara bahut paryas kya ja rahe hai. Taki desh me Digital payment ko badava mil sake. note bandi ke bad jaha sarkar is jyada jor de rahi hai vahi aam admi ka jhukav bhi digital payment ki tarf hua hai.

  • WHATSAPP KE TOP 10 AMAZING FACTS IN HINDI
  • SLOW SMARTPHONE KO FAST KARNE KE TOP 5 TIPS
Vahi sarkar ke sath private company bhi digital payment ke liye apni taraf se prayas kar rahi hai. Isake liye alag alag company apne apps lunch kar rahi hai. Taki digital payment me suvidha ho sake . Isi tarha Idea ne bhi apne customer ke liye Idea Money app me kai anya naye features add kar diye hai. Ab Idea users USSD ke jariye bhi payment kar sakte hai. Jisase ab idea users ke liye internet jaruri nahi hai.
  • BINA WHATSAPP OPEN KIYE WHATSAPP PAR MASSAGE SEND KARE
  • Fake Number Se Free Call Kare Kishi Ko Bhi In Hindi

Jaisa ki aap sabhi jante hai. Ki Idea Money aap se utility bills, prepaid recharge, DTH recharge aap payment kar sakte hai. Isake liye Idea users ko Google play store se idea money app download karna hota hai. Aur install karna hai. Isake bad aapse mangi ja rahi sari jankari fill kar dena hai. Aapko apne registered mobile number par ek pin aayega. Is Mpin ko aap apne hisab se change bhi kar sakte hai. Isake bad aapko apne idea Money app me debit card, credit card ya net banking se aap apne idea money app me paise transfer karke aap koi bhi payment kar sakte hai.

IDEA MONEY APP ME BINA INTERNET AISE KARE FUND TRANSFER:

Ab aap bina internet ke bhi  fund transfer kar sakte hai. Isake liye aapko ussd codes ka use karana hoga . Aapko apne idea money se *400# dial karan hoga. isake bad yaha par aapko bahut option milenge. Jisame aapko bill payment options bhi milega. Agar aap bill payment karna chahate hai. to aapko bill payment ke aage likhe hue number ko niche bharna hai. aur send kar dena hai. Isake bad aap kisi bhi prakar ka bill jaise electricity, insurance, gas ka bill pay kar sakte hai. Sath hi aap pay marchent, receive money aur send money to bank option bhi milenge jinaka use aap kar sakte hai.
Idea Money ka use karke aap kai offer bhi receive kar sakte hai. Jaise aap cash back pa sakte hai. Aur is app se kisi bhi mobile ka bill bhi pay kar sakte hai.

  • WhatsApp New Feature Passcode Bhule To Delete Ho Jayega Sara Data
  • Photos को Text Files में Convert कैसे करे

IDEA MONEY APP ME AISE KARE PAISE TRANSFER:

Idea Money se aap paise bank account me bhi transfer kar sakte hai. Idea Money valet paise dalane ke liye aapko apne credit ya debit card puri information fill karni hogi aur jitana paise dalana hai . Use fill karke aap apne valet me paise dal sakte hai.
Paise transfer hone ke bad aap kisi bhi dusare idea money user ko bhi fund transfer kar sakte hai. Isake liye sirf aapko idea user ka number lena hoga . Aur kitana paise bhejna hai use bharna hai . Isake bad ek click karte hi aapka payment ho jayega . Isake liye aapko koi charge bhi nahi dena hoga. Aap apne idea money me uplabdh balance ko kabhi bhi apne bank account me transfer kar sakte hai.
To dosto is tarha se aap apne idea money se bina internet ke bhi payment kar sakte hai. Aapko hamara ye article kaisa laga hame batye. Sath ise apne friend ke sath share jarur kare .

सभी राज्यों का भूलेख ऑनलाइन यहाँ चेक करें | All States Bhulekh In Hindi
[रजिस्ट्रेशन] एमपी नि:शक्‍तजनों विवाह प्रोत्साहन योजना ऑनलाइन आवेदन – दिव्यांग विवाह प्रोत्साहन योजना

चाय सुट्टा बार की फ्रैंचाइज़ी बिज़नेस कैसे शुरू करे? | लागत, मुनाफा, नियम व प्रक्रिया Chai Sutta Bar Franchise in Hindi

5G क्या है? 5G इंटरनेट कब लांच होगा? पहले चरण में कितने शहरों में ये सेवाएं उपलब्ध होंगी?

घर बैठे एसपी से शिकायत कैसे करें? थाने में सुनवाई ना हो तो क्या करें?

Republic Day Quotes 2023 | गणतंत्र दिवस पर शायरी 2023

टाटा कैपिटल पर्सनल लोन कैसे ले? | दस्तावेज़, ब्याज दर, आवेदन प्रक्रिया | Tata Capital Personal Loan Review Hindi

SBI में शिकायत कैसे करे? SBI बैंक शिकायत, कस्टमर केयर – SBI Helpline Number
[फॉर्म] भामाशाह पशुधन बीमा योजना ऑनलाइन आवेदन | Rajasthan Bhamashah Pashu Bima Yojana 2023
Current Account क्या है? करेंट अकाउंट के लिए कैसे अप्लाई करे ?
Jharkhand Bhulekh khasara Khatauni Online Kaise Check Kare – भूलेख झारखंड
नेशनल हाइड्रोजन मिशन क्या है? घोषणा, उद्देश्य, लाभ
गजट क्या है? अपना नाम और सरनेम कैसे बदलें? नाम बदलने की कानूनी प्रक्रिया
[पंजीकरण] Gobar Dhan Yojana 2023 क्या है ? इसका लाभ कैसे प्राप्त करे?
ग्रामीण जल जीवन मिशन स्कीम मुख्य उद्देश्य, लाभ, पात्रता मापदंड | Jal Jeevan Mission Scheme 2023
Credit Card क्या है ? क्रेडिट कार्ड के लिए कैसे अप्लाई करें ? क्रेडिट कार्ड के फायदे और नुकसान
मोबाइल फोन इंश्योरेंस कैसे करें? मोबाइल इंश्योरेंस का क्या फायदा है?

श्रेणियां

  • Aadhar Card (7)
  • ADSENSE (2)
  • AMAZING FACTS (6)
  • Android (93)
  • Application (7)
  • BANKING (212)
  • Cryptocurrency (8)
  • Delhi (13)
  • Education (337)
    • Awards (7)
    • CAREER (221)
  • Entertainment (11)
  • FACEBOOK (11)
  • Festival (6)
  • GENERAL INFORMATION (458)
  • Google Tricks (10)
  • Insurance (15)
  • Internet Tips (41)
  • Life Style (12)
  • Loan (24)
  • Make Money Online (10)
  • Mobile Triks (108)
  • new (1)
  • niyam (2)
  • Niyam Kanoon (117)
  • Results (14)
  • Sarkari Yojana (884)
    • Bihar (30)
    • Chhattisgarh (19)
    • Delhi (4)
    • Gujarat (8)
    • Hariyana (31)
    • Himachal Pradesh (8)
    • Jharkhand (16)
    • Madhya Pradesh (48)
    • Maharashtra (17)
    • Pradhan Mantri Yojana (219)
    • Punjab (12)
    • Rajasthan (66)
    • Sikkim (1)
    • Uttar Pradesh (122)
    • Uttrakhand (30)
  • Security (12)
  • SEO (3)
  • Share Market (84)
  • Small Business (260)
  • spiritual (1)
  • Tips & Tricks (4)
  • Uncategorized (9)
  • USSD CODES (6)
  • valentine (8)
  • Voter List (1)
  • WORDPRESS (6)
  • Youtube (11)
2025
  • खोज परिणाम
  • SITEMAP
  • Popular Site
  • app
  • Auto Draft